« Nuts to negative solidarity | Main | PMs and PFCs »

05/14/2009

Comments

Feed You can follow this conversation by subscribing to the comment feed for this post.

namaskaar!is anushansneey avam aeenarnkuy prayas ke liye awaz team,aur khas taur par 'd-lab' ko dheron badhai,yah abhiyan jari rakhen,hum sab apke sath hain.is post ki shuruat vishwa deepak ji ki kavita se kiya jana behad jachta hai,bari yatharthwadi avam sarthak rachna hai yah.sanjeev ji dwara likha gaya geet kuchh chhota,kintu bahut kam shabdon me bahut kuchh kah jane wala hai.geet ki lambai sambhavtah video ki lambai ke hisab se chhoti rakhi gayi hai,anytha kuchh aur linen geet ko aur prabhavkari bana patin.sangeet beshak kabile-tareef aur prerak hai,dil tak pahuchta hai,d-lab ko is safal prayas ke liye badhai!waise,meri samajh se,agar geet ki shuruati linon ko thora aur low pitch me gaya jata to geet aur prabhavkari lagta.video atyant hriday-sparshi hai,avam sochne par majboor karta hai,atah main manta hoon ki yah video puri tarah se safal prayas hai,yah film-nirman ki drishi se bhi technically strong hai,ise properly promote kiya jana chahiye,maslan doordarshan par prasarit kiya jana ya aisa hi kuchh. is audio-visual ko jan-jan tak pahuchayen,avam asha karen ki yah vartman paridrishya me parivartan lane me safal ho sake,tabhi sahi mayno me yah geet sarthak ho payega.aaiye,hum sab mil kar is hetu prayas karen!shubh kamnayen!dhanyawaad!-Janmejay

The comments to this entry are closed.

About the Heretech

  • Tom Grant is a senior analyst at Forrester Research. You can e-mail him at [email protected], or reach him via Twitter at TomGrantForr. All opinions expressed here are my own, and not necessarily those of my employer, Forrester Research.

Heretech podcast

  • A weekly podcast about the technology industry, with a special emphasis on product management and product marketing. See the FEEDS section for the links to the podcast.

Twitter Updates

    follow me on Twitter